Tuesday, 9 August 2016

Tasawur45

  Me aik shayar hun aur tun hai meri shairy
Tun meri nazm tun meri gazal tun meri diary.
   Na tujhay meray pyar ka ehsas na tanhai ka
Urvashi rautela tun to aik tower hai laparvahi ka.
Urvashi rautela tayri saza ye hai tujhay sari raat abad sonay na day
Aik saal har raat abad tujh say tangain dabvaAy bacha honay na day.  
                               

          Rizwan Roader X vs Baglol Loader Y
Rizwan raoder aur baglol loader dono bhai bhai hai
            Sardi bohat hai aur aik hi razai hai
Charpai bhi nahi khareed saktay bohat mehngai hai
       Pakistan me paida honay ki saza pai hai.

Kaisay bhol jaon wo raat jo tun nay meray sath guzari thi
       Janay man jis raat tun sir say paon tak hamari thi.
                               

 Nahi bhol sakta nahi bhol sakta tujhay
Sanam tayra nasha ho gaya hai mujhay.
                            

Tun kaisay bhool sakti hai wo waqt jab tun nay mera chehra apni zulfon me chupaya tha
Jab me pyas say tarap raha tha tun nay labhon ko labhon pay mila kar mahabat ka jam pilaya tha.
                                   

Sanam kuch zaida nahi bus ik mulaqat aur chahatay hain
Tayray sath bitaAy hovay wo lamhay bohat yaad atay hain.
                                 

Janay man ab tun qareeb say aisay guzar jati hai jaisay koi jaan na pehchan
Kya bhol gai wo waqt jab tun kehti thi tayray bagair guzara nahi hota Abad-ur-Rehman Khan.
                                 

Kar day meri akhirat tabah aik bar phir banhon me A
Duniya say na ghabra nagin ki tarah mujh say lipat ja.
Janay man meray qareeb say na guzra kar mujhay teri mehak ati hai
           Jo raat ham nay sath bitai thi us ki yad taza ho jati hai.
                             
 
Shair kya sunain tujhay galay kya lagain tujhay
   Tun kehti hai ainda mat ana milnay mujhay.
Bas bas bas ab kuch mat kehna ainda nahi aon gay milnay tujhay
  Kyun kay ab tun bay chain ho kar khud aAy ge milnay mujhay.
                                                                            
Rizvan raoder kya zindagi hai koi haal tak bhi nahi pochti hamara
   Sirf itna hi to pochna hai rizvan roader kya haal hai tumhara
Javab me ham kahain gay sanam badan pyasa hai saray ka sara
      Wo kahay ge aaj me ghar me akayli hun ajao milnay yara
Ham kahain gay ham farig nahi ham baich rahay hain alu bukahara.
                                 
 
----------------------------------------------------------------
----------------------------------------------------------------
Ay larki sara badan dhanpa hova hai kya tujh me dikhanay laiq koi cheez nahi kya
Ya phir tun logon ko dikhana chahati hai k tujh me bohat zaida hai sharm-o-haya.
Larki jo dikhana hai khul k dikha
   Kisi bhi molvi say na ghabra. 
                                         
                              

Rizwan roader jis aurat me kuch dikhanay laiq hota hai wo jism dikhati hai
Jis larki me kuch dikhanay laiq nahi hota wo apna chehra bhi chupati hai.
                                     


  Parda to aisay kiya hova hai jaisay tun koi momina kamla hai
Rizwan raoder janta hai tun aik gunehgar aurat hai tun hamla hai.
                                 
             
 
     Jab khuda say parda nahi to rizwan say parda kyun karti hai
Ay larki saaf kyun nahi keh dayti tun apnay ghar valon say darti hai.
                                          

Larkiyon ko apnay ghar valon ka khof na ho to ye nangi phirnay lagain
Rizwan raoder ye thokar lagay bagair hi jaan bojh kar larkon par girnay lagain.
Aik taraf parda aur dosri taraf nazar me bay hayai
 Parda baad me sab say pehlay man ki kar safai. 
                                           

Nazar me sharm-o-haya nahi aur jism chupaya hova hai
   Soch gandi hai aur haath me sipara uthaya hova hai.
 Kya Pakistan me koi momin nahi kyun samnay koi nahi ata
Kya Pakistan me koi mard nahi kyun karamat koi nahi dikhata.
Ye molvi ye aurton k saath sonay valay namard
         Ye to faqar k rastay ki bhi nahi gard.
Sain mard o hussain jeyra dalayran da Imam
     Jis nu hasil hoya faqar da ala maqam.
Musalman apni haqeqat bohat achay say jantay hain
   Galtiyan samnay hain phir bhi nahi maantay hain.
Rizwan Roader Pakistan ka Imran hashmi hai.RR.
                              
                        

                                    ARK vs Muslim
Musalmano zindon ko mozo banao bat murdon par mat lay jao
Varna utaarnay par Agaya to murdon k bhi kafan utaar dun ga.
Imran Khan sab ko Abrar-ul-haq k hospital say apna medical checkup karvana chahiye takay pata chalay k konsa gupt rog hai jis ki vajah say koi bhi aurat khan sab k pas do din say zaida nahi tikti.Dr Roader X MS Delivery Hospital Lahore.
   Tumharay choton say baron tak k karnamay ham jantay hain
Musalmano tumhari tarah munkar nahi hain ham sab mantay hain.
   Daikh zara aaj ki main jin ki kook say papi janam laytay hain
Jo zaban say aur haath say dosray logon ko takleef daytay hain.
Peerey tareqat rehbarey shariat Hazrat Dr Maulana Syed Fazal-ur-Rehman Khan sab Qadri naqshbandi chishti soharvardi dehshat gardi aj kal waqt ki kami ko paishey nazar rakhtay hovay tasbi par ayat-ul-kursi parhnay ki bajay sirf kursi kursi parhtay hain.Rizwan Roader Journalist Ganja News K2.
  Daikh zara aaj ka baap
Jaisay ho koi maha paap.
Rahay raasti say bhatka hova ye musalman
Kaisay kehta hai khud ko bandae Rehman.
Jitni lahoriyon ki khidmat khadimey ala sab nay ki hai itni data sab nay bhi nahi ki lihaza meri guzarish hai k khadimey ala sab k marnay k bad in ko data sab ki jagah dafan kiya jaAy.Rizwan Roader Member of Kachra Association.
Suna hai imran khan sab Pakistani qoom ko sudharna chahatay hain
Abrar-ul-haq sab me nay samjha ye chanda maangna chahatay hain.
Rizwan roader aurton ko chor tun bhi abrar-ul-haq ki tarah ganay gaya kar
Guzara na ho to imran khan ki tarah chanda maang kar paisay kamaya kar.
Peeri faqeeri peer pagara k bas ki bat nahi ye apni pagar sanbhalain.Rizwan Roader Political Agent Hawai.
Rizwan tun bhi mubasher lucman hakeem ki tarah sach khara kar lay
          Ab bachon vali harkatain chor khud ko thora bara kar lay.
Ab to abrar-ul-haq kalaam parha karta hai
Maloom na tha bila bhi haj kara karta hai.
Nawaz Shareef sahab apni sharafat ka amli muzahira karnay k liye Quran bhi uthanay ko tayar hain.Dr Syed Bilal Qutab PhD Afghanistan.
    Jis tarah ka tahir hai aisay hi Pakistan k vakeel
Rizwan urna ata nahi aur naam rakha hota hai cheel.
Police say zaida shareef to koi ho hi nahi sakta zamanay mein
Dhondhnay valay dhond laytay hain khuda meh khanay mein.
Bilaval bhuto aur hamza shahbaz sharif nay anay valay dino mein friendly match khailnay ki khavahish zahir ki hai aur ye bhi kaha hai k umpire ham apni marzi ka rakhain gay.Rizwan Roader Advocate Current Court LLB Sri Lanka.
 Kya bat hai Pakistani sahafyon ki
Rizwan kathi mithi golyon tafyon ki.
Rizwan roader ko kya maloom kya hai jaj
  So chohay kha kar bhi nahi karta haj.
Ya to musalman ban ja ya mirasi
  Ya to afsar ban ja ya chaprasi.     
Abrar bhai koi aik adha peer hamain bhi dikha do
       Aap ki nazar me koi mard hai to bata do.
Advocate Rizwan Roader ka kehna hai k toheeney adalat ka haq sirf aur sirf judges ko hasil hai in k ilava jo koi bhi aisa karay ga usay Mr Canada ki tarah zaleel-o-khavar kiya jaAy ga.RX Journalist Harapa News.
Abida parveen sahiba bohat kalaam parh liye ab koi mard bhi dikaho
           Aap ki to kafi vaqifiyat hai kisi say mujhay bhi milvao.
 Shair maindad sab gidran da shikaar karna chado
Jeyra mard apni qavalyan vich vaarya jay baar kado.
Tahir baradri ka kehna hai k voting say pehlay filter lagaya jaAy varna qoom ko ganda pani pena paray ga.Dr Shahid Masood PhD Mohenjo Daro.
Oay shair miandad tun ki sir khada ay vikha hun koi mard
       Rola tay bara tun pana ayn laya hoya ay sir dird.
 Oay musalmano jidron marzi layao menu mard vikhao
Jeyray tusan kalimay parhay nay zara menu ve samjhao.
Peoples Party ka kehna hai k log make-up k bagair jamhoriyat ka asli chehra daikh lain to khofzada ho kar gharon say bahar nikalna chor dain gay.Rizwan Roader Member of Public Relations Toba Texting. 
Abrar-ul-haq sab rizwan ye bat kaisay maan lay k imran khan k hospital me bohat acha ilaj hota hai
Itna acha ilaj hota hai to phir imran khan ka ilaj kyun nahi hova har aurat dosray din talaq lay layti hai.
       Bhai log tahir baradri ko chanda do canada ki sair ko jana hai
Tahir baal bachon vala admi hai baal bachon ka kharcha bhi to uthana hai.
Nawaz sharif sahab Hazrat Maulana Fazal-ur-Rehman Khan ki bayt karnay k bad Ghous k maqam par faiz ho gay hain aur Hamza shabaz ko silsilae siyasat me Qutab k maqam par faiz karna chahatay hain.Dr Bilal Qutab and Dr Shahid Masood highly educated from himalaya University of Barcelona.
Pakistan me itnay naat khavan hain jo lagatay hain tarz
   Mujhay aik mardey momin dikha do choti se hai arz.
Ay naat khavan bhai aap ashiq banay hovay ho aap hi koi karamat dikha do
Aap par to farishtay utartay hon gay un say keh kar kashmir azad karva do.
Dr Zaid hamid ka kehna hai k daryae ravi me current chor kar india ko sabaq sikhaya jaAy.Rizwan Roader Journalist Phata TV.
Musalmano ka zikr to shayateen bhi na karain tum kehtay ho farishtay hamara zikr kartay hain
Sain baglol tun kehta kyun nahi farishtay itnay bhi farig nahi hain ye darood parhtay hain.
    Layao koi gyarvin vala layao koi sultani multani
Musalmano zara menu ve vikhao apni qovatey imani.
Musalmano ki hoya na data vikhanday o na gyarvin vala
   Kitaban vich tay bara likhday o no lakh hazarvin vala.
 Ali ali karan valyo tusan e koi mard vikha dayo
Musalmana de jan phas gai ay jan chada dayo.
Dr zaid hamid nay kaha hai Pakistan me jo kuch bhi ho raha hai ye india karva raha hai aur ye apni harkaton say baz na aya to me hafiz saeed k sath mil kar mumbai pay qabza kar lun ga.Rizwan Roader Journalist Phata TV.
Paris khursheed sahiba ap to mature aurat ho ap hi kuch samjha diya karo
      Mulk kay in gadaron ko do char mili nagmay suna diya karo.
Nawaz sharif london kyun jata hai mayo hospital say ilaj kyun nahi karvata hai
Khadmey ala sab kya mayo hospital badshahon ko chak lagata hai.
Dr Hafiz Saeed Ka kehna hai k me apni tilavat k zoor par aik din me kashmir azad karva sakta hun laykin mujhay azadi pasand nahi is liye aisa nahi karta.Rizwan Roader Correspondent Mission Kashmir.
Sara paisa to badshah harap kar jata hai
Logon ko khali haath hila kar dikhata hai.
Cororon rupay ki corruption kartay hain par aik rupay ki bhi sabit nahi hoti
Rizwan yehi to fan hai siyasatdano ka khotay ko bhi bana laytay hain khoti.
       Corruption sabit bhi ho jaAy to saza kon day ye hukmaran hain
Waisay bhi ahtisab karnay valay kon say Umar Farooq jaisay musalman hain.
Zinda ki poja karta hun zinda ko maanta hun
      Jo mar jata hai us pay miti dalta hun.
Hafiz Saeed ka kehna hai k me apnay sath bomb bandh kar america k tukray kar dun ga aur phir ye tukray Pakistan k kuton ko khila kar in ka pait bharun ga.Agent RX Internal Affairs.
Musalmano so baton ki aik bat mujhay mardey momin dikhao
       Sirf aik banda nahi dikha saktay sharm say doob jao.
  Na hazarvin vala chalda ay tay na gyarvin vala chalda ay
Mard hussain vangon hunda ay jayra meydan vich larda ay.
Gyarvin vala tay kisay khatay vich hi nai javana
        Tun aaj tak kuj kiti ve hai musalmana.
Dr Syed Bilal qutab aur Dr Shahid Masood nay kaha hai k Government nay taleem free na ki to ye dono mil kar Pakistan k bachon ko apnay ghar par taleem dain gay.Rizwan Roader Journalist Ganja News K2.
Galan e karda ravin musalmana hoor tayray kolon kuj nai hona
         Mehfil karvaan day bad tun ja k budi naal e sona.
Bhalu talib hovay tay yusuf varga jayra mashoq vastay vik javay
           Sona hovay raj k fair ve dar dar day takay khavay.
Ashiq hovay tay hussain varga jayra mashoq nu manavay
      Jay mashoq sir mangay tay naal toon ve lavavay.
    Murshid ono pharye bhalu jayra talib nu gal lavay
Jayra sakhi lajpaal hovay jayra talib de pyas bhujavay.
Abrar bhai kahin aisa to nahi k imran ghar me zero score banata hai
 Shayad yehi vajah hai jo har bar mamla talaq tak pohanch jata hai.
Dr Syed Mubasher Luqman ka kehna hai k in ko Siyasatdano say koi nafrat nahi ye sirf paison k liye in par tanqeed kartay hain.Rizwan Roader Commentator Cricket Ground Pacific Ocean.
Kya imran khan qoom ka hero hai par ghar me zero hai
 Jis qoom k hero ki ye halat hai to phir qoom kaisi hogi.
                   PTI ka vasta khan sab apna ilaj karvao
     Ab mazeed aur aurton ki zindagi tabah honay say bachao
Doctron say aram nahi ata to mubasher luqman hakim ko dikhao.
     Abrar bhai lagda ay khan sab day kuj nai palay
Tusan asay khushi vich karday phirday o balay balay.

Visit  www.Tasawur46.blogspot.com